OM SAIRAM TRANSPORT - Surat
4.1/5
★
based on 8 reviews
Contact OM SAIRAM TRANSPORT
Address : | B-15, ROYAL TOWNSHIP, NEAR LANDMARK EMPIRE Magob, Surat - Kadodara Rd, Saroli, Surat, Gujarat 395002, India |
Postal code : | 395002 |
Website : | https://om-sai-ram-transport.business.site/ |
Categories : |
S
|
Sanjay Sanjay Thakor on Google
★ ★ ★ ★ ★ |
A
|
Ashok Patil on Google
★ ★ ★ ★ ★ |
B
|
Bakul Vekariya on Google
★ ★ ★ ★ ★ |
P
|
Pankaj Patil on Google
★ ★ ★ ★ ★ |
r
|
rupa paml on Google
★ ★ ★ ★ ★ About Om Sai Transport
Please don’t recommend anyone to use Om Sai transport during shifting.
Till today they did not provide me transport bill
While have taken full payment
Aur Bol raha hai ki courier se bill send kiya tha wapas aa Gaya jabki Maine address apne office ka diya tha
Usse mai docket no magta raha bahot din tak nahi diya aur ek docket no diya bhi to wo chennai ke address ka tha
docket no ka photo bhi lekar send kiya with address ki ye to dusre address ka hai but no response
Iske alawa mujhe bola tha ki car ko car carrier se transport karega but car ko chala kar Laya jisse meri car bahot problem ho gayi
Jabki meri car Honda new thi 2017 me liya tha
Jab car le Gaya airport se to 5 KM chalne ke baad car heat ho gayi aur uske Bonet se bahot Sara smoke aane laga
Bonet Khola to pata laga radiator se bahot Sara smoke aa raha hai aur pura radiator khali tha
Pata laga ki fan belt kaam nahi kar raha hai
Mai raat 8 pm se 11 pm tak highway par pareshan raha fir mere driver kahi se ek ek wire lekar fan ko battery se direct connect kiya
Fir mai ghar pahucha
Fir mai Honda agency par gaya to pata laga ki uske fan belt ka sensor plug loose tha so fan belt kaam nahi kar raha tha aur car heat ho gayi
Check karne pata laga ki engine crank, radiator aur engine oil heat ho Gaya tha
Achcha hua Maine car stop kiya Warna 4-5 KM car aur chalti to engine siege ho jata
Agar car khud stop ho jati to engine siege ho jata aisa mujhe Honda Service wale ne bataya
Ye isliye hua kyoki ye log meter ko band karke car chala kar late hain fir meter ka plug lagaya jiski vajah se fan belt ka sensor plug hil Gaya hoga aur ye problem hui
Rs 3000/ ke petrol dalwaya tha aur jab car mujhe mili to usme fuel meter “E” se bhi niche tha
Jaise car off karne par jaha fuel meter hota hai wahi tha
Aur wo jhoot bolta raha ki car carrier se Laya hu
Ek aur problem hui pahle bola tha goods transport ka Rs X/ lunga aur car ka Rs Y LUGA
Baad me ab Bol raha hai ki goods transport ka Rs X+20000/ aur Car ka Rs Y+9000/ hua
Saman unloading mujhe khud ke logo ko arrange karke karana pada jiska charge mujhe khud dena pada
So please don’t recommend anyone to hire Om Sai Transport
About Om Sai Transport
Please apply anyone to use Om Sai transport during shifting.
Till today they did not provide me transport bill
While have taken full payment
Aur Bol raha hai ki courier se bill send kiya tha wapas aa gaya jabki maine address apne office ka diya tha
Usse mai docket no magta raha bahot din tak nahi diya aur ek docket no diya bhi to wo chennai ke address ka tha
docket no ka photo bhi lekar send kiya with address ki ye to dusre address ka hai but no response
Iske alawa mujhe bola tha ki car ko car carrier se transport karega but car ko chala kar laya jisse meri car bahot problem ho gayi
Jabki meri car Honda new thi 2017 me liya tha
Jab car le Gaya airport se to 5 KM chalne ke baad car heat ho gayi aur uske bonet se bahot Sara smoke aane laga
Bonet Khola to pata laga radiator se bahot Sara smoke aa raha hai aur pura radiator khali tha
Pata laga ki fan belt kaam nahi kar raha hai
Mai raat 8 pm se 11 pm tak highway par pareshan raha fir mere driver kahi se ek ek wire lekar fan ko battery se direct connect kiya
Fir mai ghar pahucha
Fir mai Honda agency par gaya to pata laga ki uske fan belt ka sensor plug loose tha so fan belt kaam nahi kar raha tha aur car heat ho gayi
Check karne pata laga ki engine crank, radiator aur engine oil heat ho gaya tha
Achcha hua maine car stop kiya Warna 4-5 KM car aur chalti to engine siege ho jata
Agar car khud stop ho jati to engine siege ho jata aisa mujhe Honda Service wale ne bataya
Ye isliye hua kyoki ye log meter ko band karke car chala kar late hain fir meter ka plug lagaya jiski vajah se fan belt ka sensor plug hil gaya hoga aur ye problem hui
Rs 3000 / ke petrol dalwaya tha aur jab car mujhe mili to usme fuel meter “E” se bhi niche tha
Jaise car off karne par jaha fuel meter hota hai wahi tha
Aur wo jhoot bolta raha ki car carrier se Laya hu
Ek aur problem hui pahle bola tha goods transport ka Rs X / lunga aur car ka Rs Y LUGA
Baad me ab Bol raha hai ki goods transport ka Rs X + 20000 / aur Car ka Rs Y + 9000 / hua
Saman unloading mujhe khud ke logo ko arrange karke karana pada jiska charge mujhe khud dena pada
So please recommend anyone to hire Om Sai Transport
|
N
|
NIKHIL PATIL on Google
★ ★ ★ ★ ★ Always helpul
|
G
|
Gopal Yadav on Google
★ ★ ★ ★ ★ Ok
|
v
|
vinay chugh on Google
★ ★ ★ ★ ★ Worst service. Won’t pick up your call. Received goods from Surat to Indore in 21 days which is ideally received in 2 days.
Poor management and pathetic service.
|
Write some of your reviews for the company OM SAIRAM TRANSPORT
Your reviews will be very helpful to other customers in finding and evaluating information
Nearby places in the field of Transportation service, Trucking company,
Nearby places OM SAIRAM TRANSPORT