Supertech Green Village - Meerut - Meerut

3.9/5 based on 8 reviews

Contact Supertech Green Village - Meerut

Address :

Jainpur, Meerut, Uttar Pradesh 250002, India

Postal code : 250002
Categories :

Jainpur, Meerut, Uttar Pradesh 250002, India
t
tarun anand on Google

V
Vishal Sharma on Google

A
Ashish V Raj on Google

Sabse ghatiya aur bekar management agar kisi society ka hai toh woh isi society ka hai. Guard apni manmani karte hain. Manager ko salary mil jati hai uska kehna hai main bass yahan documentation process check karta hoon ussey zyada meri koi responsibility nahi hai. Society ke andar rehne walon ko agar society ka hi koi banda maar ke chala jaye ya threat karta h toh yeh unke apas ka mamla hai is baat se management ko koi matlab nahi kyunki yeh unka personal matter hai. Management kuch nahi kar sakta. Jin logon ne society ka mahaul kharab Kiya hua hai unpar Supertech Green Village authority ki taraf se koi lagam nahi hai. Maintenance ke naam par paisa wasoola jata hai. Lekin security aur safety kisi baat ki nahi hai. Koi problem ho toh manager foran palla jhaad leta hai. Problem ko sune bina jaanch kiye bina hi sahi galat ka faisla kar deta hai. Jab higher authority ko complaint karte hain toh jawab milta hai ki apne hume kyun nahi bataya. Do tarfa baat karke residents ko dhokha dete hain. Flat kiraye par chadna chahiye 2 mahine ki security rakhni hogi phir maintenance bhi dena hoga aur agar aapko kuch kehna hai toh jawab milega society chordo kahin aur rehlo warna dobara se 2 mahine ki security bhi do yahi koi dusra flat dilwa denge. Jisey apne adhikar maloom hai sirf wohi tik sakta hai is society mein uske alawa toh yeh kisi ko bolne bhi nahi dete apne aage. Manager ban ke baithe hain lekin zimmedari nahi lena chahte. Bass salary aati rahe khate mein.
Sabse ghatiya aur bekar management agar kisi society ka hai toh woh isi society ka hai. Guard apni manmani karte hain. Manager ko salary mil jati hai uska kehna hai main bass yahan documentation process check karta hoon ussey zyada meri koi responsibility nahi hai. Society ke andar rehne walon ko agar society ka hi koi banda maar ke chala jaye ya threat karta h toh yeh unke apas ka mamla hai is baat se management ko koi matlab nahi kyunki yeh unka personal matter hai. Management kuch nahi kar sakta. Jin logon ne society ka mahaul kharab kiya hua hai unpar Supertech Green Village authority ki taraf se koi lagam nahi hai. Maintenance ke naam par paisa wasoola jata hai. Lekin security aur safety kisi baat ki nahi hai. Koi problem ho toh manager foran palla jhaad leta hai. Problem ko sune bina jaanch kiye bina hi sahi galat ka faisla kar deta hai. Jab higher authority ko complaint karte hain toh jawab milta hai ki apne hume kyun nahi bataya. Do tarfa baat karke residents ko dhokha dete hain. Flat kiraye par chadna chahiye 2 mahine ki security rakhni hogi phir maintenance bhi dena hoga aur agar aapko kuch kehna hai toh jawab milega society chordo kahin aur rehlo warna dobara se 2 mahine ki security bhi do yahi koi dusra flat. Jisey apne adhikar maloom hai sirf wohi tik sakta hai is society mein uske alawa toh yeh kisi ko bolne bhi nahi dete apne aage. Manager ban ke baithe hain lekin zimmedari nahi lena chahte. Bass salary aati rahe khate mein.
j
jabeen khan on Google

Good
S
Seema Chhabra on Google

Very nice
R
ROHIT YADAV on Google

Worst society. Daily 4-5hrs power cut
S
S P SINGH on Google

A place to live a comfortable life. Greenry and Peace all around .
S
S k tailor Tiwari on Google

On bijali bamba bypass, south meerut a open clean green residential society on normal pricing.

Write some of your reviews for the company Supertech Green Village - Meerut

Your reviews will be very helpful to other customers in finding and evaluating information

Rating *
Your review *

(Minimum 30 characters)

Your name *